Life Poetry, Shayari & Urdu Ghazals,urdu poetry - Urdu Poetry

Latest

Express your feeling with World largest collection

Sunday 22 September 2019

Life Poetry, Shayari & Urdu Ghazals,urdu poetry

Rooh Matti Se Ya Matti Rooh Se Tang Hai



Rooh Matti Se Ya Matti Rooh Se Tang Hai,

Dono Ke Beech Shayad Sukoon o Aman Ki Jang Hai

روح مٹی سے یا مٹی روح سے تنگ ہے دونوں کے بیچ شاید سکون و امن کی جنگ ہے



Yeh Zaat Tamasha Ban Chuki Hai, Duniya




Yeh Zaat Tamasha Ban Chuki Hai,

Duniya Ke Mele Se Thak Chuki Hai

یہ ذات تماشا بن چکی ہے دنیا کے میلے سے تھک چکی ہے


Ahmaqana Hai Dard Bayaa’n Karna, Aqal




Ahmaqana Hai Dard Bayaa’n Karna,

Aqal Hai Zabt Ki Inteha Karna

احمقانہ ہے درد بیاں کرنا عقل ہے ضبط کی انتہا کرنا


Logon Se Milta Tha Gham, Main Seh Na Saka




Logon Se Milta Tha Gham, Main Seh Na Saka,

Akela Rehna Chahta Tha Magar, Reh Bhi Na Saka

لوگوں سے ملتا تھا غم میں سہہ نہ سکا اکیلا رہنا چاہتا تھا مگر رہ بھی نہ سکا


Zindagi Ke Parche Mein Sab Sawal Mushkil




Zindagi Ke Parche Mein,

Sab Sawal Mushkil Hain

Sab Sawal Lazim Hain

زندگی کے پرچہ میں سب سوال مشکل ہیں سب سول لازم ہیں


Nafraton Ke Teer Khaa Kar, Dosto’n Ke Sheher Mein




Nafraton Ke Teer Khaa Kar, Dosto’n Ke Sheher Mein,

Hum Ne Kis Kis Ko Pukaara, Yeh Kahani Phir Sahee

نفرتوں کے تیر کھا کر، دوستوں کے شہر میں ہم نے کس کس کو پکارا، یہ کہانی پھر سہی



Saanu Ilm Ae, Ae Duniya Film Ae




Saanu Ilm Ae,

Ae Duniya Film Ae

سانُو عِلم اے اے دُنیا فِلم اے

No comments: