Mir Taqi Mir Poetry - Love & Sad Shayari, Ghazals, Nazams - Urdu Poetry

Latest

Express your feeling with World largest collection

Wednesday, 4 September 2019

Mir Taqi Mir Poetry - Love & Sad Shayari, Ghazals, Nazams

Category:Mir Taqi Mir Poetry

 Enjoy the best collection of Mir Taqi Mir poetry in urdu. He is very famous among Pakistani people and around the world because of his romantic poetry and ghazals. We add the new shayari on daily basis. You can add your own collection to sadpoetry.org as well…








Tujhi Par Kuch Ae Buut


Tujhi Par Kuch Ae Buut Nahi Munhasir
Jisay Hum Ne Pooja Khuda Kar Diya



Ghazal Sarai Aage Hamare Mat Kar


Bulbul Ghazal Sarai Aage Hamare Mat Kar
Sab Ham Se Sekhte Hain Andaz Guftagu Ka




Dard Be Ikhtiar


Jab Ke Pehlu Se Yaar Uthta Hai
Dard Be Ikhtiar Uthta Hai







Bewafai Pey Teri


Bewafai Pey Teri Jee Hai Fida
Qahar Hota Jo Bawafa Hota




Intezaar Hai Apna


Be-Khudi Le Gayi Kahan Ham Ko
Dair Se Intezaar Hai Apna




Apna Hal Dikhaya Na Jaye Ga


Ab Dekh Le Ke Sena Bhi Taza Hoya Hai Chak
Phir Ham Se Apna Hal Dikhaya Na Jaye Ga






Us Ko Bhi Badnam Kren


Yun Nakam Rahen Gey Kab Tak Ji Mein Hai Ik Kaam Karen
Ruswa Ho Kar Mar Jawain Us Ko Bhi Badnam Kren



Ham Jo Na Hon Gey Tu Bohat Yaad Karo Gey


Ab Kar Ke Faramosh Tu Nashad Karo Gey
Par Ham Jo Na Hon Gey Tu Bohat Yaad Karo Gey

No comments: