rabi ul awal ,nabi pak,Muhammad,Birth day page# - Urdu poetry - Urdu Poetry

Latest

Express your feeling with World largest collection

Thursday, 7 November 2019

rabi ul awal ,nabi pak,Muhammad,Birth day page# - Urdu poetry


 rabi ul awal

 Rabi al-Awwal is the third month of Islamic Lunar Calendar and comes after Safar al-Muzaffar. The month of Rabi al-Awwal (the First Spring Season) of Islamic ...

 

Posted by urdu poetry in Category Rabi-ul-Awal

Eid Milad Un Nabi Mubarak
NABI Na Hote To Na
Koi Eid EID Hoti, Na
KOI Shab
?Shabe Barat? Hoti,
Na Koi
Shabe Qadr? Hoti
Na Dunya Hoti,
Na Asman Na Zameen.
Kuch Na Hota..!

Eid Milad-un-Nabi Hai Dil Bara Masroor Hai
Eid Deewano Ki Tu Bara Rabi-un-Noor Hai

Iss Taraf Jo Noor Hai Tu Uss Taraf bhi Noor Hai
Zara Zara Sub Jahaan Ka Noor Sey Mamoor Hai

Her Malak Hai Shadmaan Khush Aaj Her Ik Hoor Hai
Haan Mager Shaitaan Bama?e Rufaqa Bara Ranjoor Hai..!!

Wo Arsh Ka Charag Hai Mein
Us kay Qadmon Ki Dhol Hon
.
Ay Zindagi Gawah Rehna Mein
Ghulam_E_ Rasool Hon..
.
*Happy Eid Milad Un Nabi*
dunia ki hr Fiza

mn ujala RASUL ka,

Ye sari kainat sdqa RASUL ka..



khshbo-e-gulab hy pasina RASUL ka,

Ho apko mubrik ye mhina RASUL ka..

(HAPPY

RABI-UL-AWAL).

Nabi Kareem S.A.W.W Ne Irshad Farmaya :

Logo Ko Chahiye Ke Namaz Jumma Har Giz Tarak Na Karein Warna

Allah Un Ke Ke Is Gunah Ki Saza Mein Dilon Per Mohar Laga Dey Ga

(Hidayat Se Mehroom Ho Kar) Phir Woh Ghafilon Mein Se Ho Jaye Ga

(Muslim)

Rabi ul awal mubarak 2 all of my forum family :)
have a v.nice & blessed rabi ul awal
May ALLAH shower His blessings upon us Ameen
Dun forget to recite durood shareef daily
It is the time to remember to celebrate to be proud wish you many joyous moments of Mawlid al-Nabi and always!

No comments: