Read
the best collection of Dard Shayari and poetry SMS. We offer the daily
updated collection of dard poetry about sadness, sorrow, lost love etc.
Mere Hont Aese Silay Ke Phir
Mere Ham-Sukhn Ka Ye Hukam Tha Ke Kalam Us Se Mein Kam Karon
Mere Hont Aese Silay Ke Phir Meri Chup Ne Us Ko Rula Diya
Mere Hont Aese Silay Ke Phir Meri Chup Ne Us Ko Rula Diya
Dard ki dil pe hukomat thi – Wasi shah urdu shayari
Dard ki dil pe hukomat thi kahan that us waqt
jab muje teri zaroora thi kahan tha us waqt
Mout ke sukh main chala aya muje dekhne ko
Zinda rehne ki museebat thi kahan tha us waqt
Dil ke daryaon main ab rait hai sehrayon ki
Jab muje tum se muhabat thi kahan tha us waqt

Aansoo Na Chup Sake
Terei Tarah Tera Gham B Hmain Maat De Gya
Aankhian Tu Dhanp Li Mgar Aansoo Na Chup Sake
Aankhian Tu Dhanp Li Mgar Aansoo Na Chup Sake
Tmasha Aur Bi Ho Ga
Laga Ke Aag Sene Main Chale Ho Tum Kahan
Abi Tu Rakh Urne Do Tmasha Aur Bi Ho Ga
Abi Tu Rakh Urne Do Tmasha Aur Bi Ho Ga
Doston Ko Bhi Milay Dard
Doston Ko Bhi Milay Dard Ki Dolat Ya Rab
Mera Apna Hi Bhala Ho Mujhe Manzoor Nahi
Mera Apna Hi Bhala Ho Mujhe Manzoor Nahi
Kabhi Tu Roshni Ho Gi
Main Apne Aap Ko Sulga Raha Hun Is Tawaqaa Per
Kabhi Tu Aag Bharke Gi Kabhi Tu Roshni Ho Gi
Kabhi Tu Aag Bharke Gi Kabhi Tu Roshni Ho Gi
Barsat Ki Pehchan Nahi Hoti
Wo Tu Aesa Tha Ke Ik Aansu Girne Ki Bi Waja Pocha Karta Tha
Par Na Jane Kun Ab Usey Barsat Ki Pehchan Nahi Hoti
Par Na Jane Kun Ab Usey Barsat Ki Pehchan Nahi Hoti
Kia Pochte Ho Mohsin
Ham Se Bewafai Ki Intha Kia Pochte Ho Mohsin
Wo Ham se Pyar Sekhta Raha Kisi Aur Ke Liye
Wo Ham se Pyar Sekhta Raha Kisi Aur Ke Liye
No comments:
Post a Comment