You are here: Urdu Poetry >> Poetry SMS (Broken Heart)
Har sheeshe ke kismat main tasveer
Har sheeshe ke kismat main tasveer nahe hote,
Har kisi ke aik gese taqdeer nahe hote,
Kuch hote hain hain hum gese badnasseb FARAZ,
Jin k hathoon main muhhabbat ke lakeer nahe hote.
Har kisi ke aik gese taqdeer nahe hote,
Kuch hote hain hain hum gese badnasseb FARAZ,
Jin k hathoon main muhhabbat ke lakeer nahe hote.
Hum ko kis k gham ne mara
hum ko kis k gham ne mara
ye kahani phir sahi
kis ne toda dil hamara
ye kahani phir sahi
dil ke lutane ka sabab pucho na
sab ke samane naam aayega tumhara
ye kahani phir sahi
nafaraton ke tir kha kar doston
ke shahar mein hum ne kis kis ko pukara
ye kahani phir sahi
kya batayen pyar ke bazi …
ye kahani phir sahi
kis ne toda dil hamara
ye kahani phir sahi
dil ke lutane ka sabab pucho na
sab ke samane naam aayega tumhara
ye kahani phir sahi
nafaraton ke tir kha kar doston
ke shahar mein hum ne kis kis ko pukara
ye kahani phir sahi
kya batayen pyar ke bazi …
Vaadon se Mukar Gayi.
Tere Pyar Mein Humne Sara Jag Thukraya Hai,
Fir Bhi Tune Kadam-Kadam Per Sataya Hai,
Tu Apne Kasmein Vaadon Se Mukar Gayi,
Teri Berukhi Ne Mujhe Har Lamha Tadpaya Hai.
Fir Bhi Tune Kadam-Kadam Per Sataya Hai,
Tu Apne Kasmein Vaadon Se Mukar Gayi,
Teri Berukhi Ne Mujhe Har Lamha Tadpaya Hai.
Mukhtasir Mohabbat Ha.!
Mukhtasir Mohabbat Ha.!
Mukhtasir Anjam Hoga…!
Tum Bichar Jao Gy…!
Ham Bikhar Jayn Gy…!
Mukhtasir Anjam Hoga…!
Tum Bichar Jao Gy…!
Ham Bikhar Jayn Gy…!
Suna Hai L0g Pyaar Mein
Suna Hai L0g Pyaar Mein Jaan Bhi De Dety Hain…..?
.
.
Lekin Jo Waqt Nahi Dety Woh “Jaan” Kya Dei’n Ge…..!!
.
.
Lekin Jo Waqt Nahi Dety Woh “Jaan” Kya Dei’n Ge…..!!
Aitebar
Koi Aaj tak na Badal saka,
Ye Usool Gulshan-e-Zeest ka
Wo hi Phool Nazar-e-Khizaan Hoye,
Jisay Aitebar-e-Bahar tha..!!
Ye Usool Gulshan-e-Zeest ka
Wo hi Phool Nazar-e-Khizaan Hoye,
Jisay Aitebar-e-Bahar tha..!!
Hum ne to Bardasht
Hum ne to Bardasht karna Sekha hi Teray Liye
Tum ho k Hume Koi Selah hi na dia..!!
Tum ho k Hume Koi Selah hi na dia..!!
Maut Milti Hy Na Zindagi Milti Hy
Maut Milti Hy Na Zindagi Milti Hy
Zindgi Ki Rahon Mein Bebasi Milti Hai
Rula Dety Hain Keyu Mere Apny
Jb Bhi Mujhy Koi Khushi Milti Hai
Zindgi Ki Rahon Mein Bebasi Milti Hai
Rula Dety Hain Keyu Mere Apny
Jb Bhi Mujhy Koi Khushi Milti Hai
Dil tooty to
K0! Umeed Nah! Thee Hume Un Se M0habbat Ki
Fahad….
S!rf Ek Khuwab Tha k Dil T00ty T0 Un K Haath Se T00ty..!!
Fahad….
S!rf Ek Khuwab Tha k Dil T00ty T0 Un K Haath Se T00ty..!!
Maine Dekha Hai
Maine Dekha Hai Tujhe Gairon Se DiL Lgate Huye.
Mere Yakeen Ki Kashtiyan Yunhi Toh Nahi Doobeen..
Mere Yakeen Ki Kashtiyan Yunhi Toh Nahi Doobeen..
Ek Shakhs
Ek shakhs paas Reh Kar samjha nahin mujhe,
Is baat Ka malal hai,shikwa nahin mujhe,
Main usko bewafai Ka ilzaam Kaise dun?
Usne toh ibteda se hi chaaha nahin mujhe,
Pathar samajh Kar paon se thokar laga diya,
Afsos teri aankh ne parkha nahin mujhe!
Kya umeedein baandh Kar aaye teh saamne,
Usne toh aankh bhar K dekha nahin mujhe!

Dil Meain Kant0n Ki Khalish
Dil Meain Kant0n Ki Khalish Rakhtay Huye
Azeem Dar
L00g Miltay Hain Tar-0-Taza Gulab0n ki Tarha..!!
Azeem Dar
L00g Miltay Hain Tar-0-Taza Gulab0n ki Tarha..!!
Kisi dard Ka aihsas likh Rahi hon main
Kisi dard Ka aihsas likh Rahi hon main..
Goya pani Ki piyas likh Rahi hon main..
Goya pani Ki piyas likh Rahi hon main..
Chalti main Rahi door talak tanha magar..
Qadmon Ko hasrat-o-yaas likh Rahi hon main..
Qadmon Ko hasrat-o-yaas likh Rahi hon main..
Jugnu chamke Kaheen andherr mein jab Kabhi..
Teri Khusbu Ko qiyaas likh Rahi hon main..
Teri Khusbu Ko qiyaas likh Rahi hon main..
Kabhi pani pe qadam tehra Karte nahi..
Unhi qadmon Ko asaas likh Rahi hon main..
Unhi qadmon Ko asaas likh Rahi hon main..
Sanbhal jati hon jo aksar gir K main Qais..
Khiyal-e-vasl udaas likh Rahi hon main..
Khiyal-e-vasl udaas likh Rahi hon main..
No comments:
Post a Comment