Enjoy
the best collection of Ehsan Danish poetry and ghazals. He has written
more than 80 books and articles. Read his romantic and revolutionary
poetry collected from his different books. Our poetry collection is
updated on regular basis.
Ham Haqeeqat Hain Tu
Ham Haqeeqat Hain Tu Tasleem Na Karne Ka Sabab
Han Agar Harf Ghalat Hain Tu Mita Do Ham Ko
Han Agar Harf Ghalat Hain Tu Mita Do Ham Ko
Mera Dil Tu Mera Dil Ho Jaye
Zabat Bhi Sabar Bhi Imkaan Mein Sab Kuch Hai
Pehle Kam-Bakht Mera Dil Tu Mera Dil Ho Jaye
Pehle Kam-Bakht Mera Dil Tu Mera Dil Ho Jaye
Wafa Ka Ehad Tha Dil Ko
Wafa Ka Ehad Tha Dil Ko Sambhalne Ke Liye
Wo Hans Pare Muje Mushkil Mein Dalne Ke Liye
Wo Hans Pare Muje Mushkil Mein Dalne Ke Liye
Log Yun Dekh Ke Hans
Log Yun Dekh Ke Hans Dete Hain
Tu Muje Bhol Gya Hu Jese
Tu Muje Bhol Gya Hu Jese
Ye Uri Uri Se Rangat
Ye Uri Uri Se Rangat Ye Khilay Khilay Se Ghaisu
Teri Subah Keh Rahi Hai Teri Raat Ka Fasana
Teri Subah Keh Rahi Hai Teri Raat Ka Fasana
Koi Tu Baat Us Mai Bi Hai Ehsan
Ab K Yun Dil Ko Saza Di Ham Ne
Us Ki Har Baat Bhula Di Ham Ne
Aik Aik Phol Bahut Yaad Aya
Shakh-e Gul Jab Jila Di Ham Ne
Aaj Phir Yaad Bahot Aye Wo
Aaj Phir Us Ko Dua Di Ham Ne
Koi Tu Baat Us Mai Bi Hai Ehsan
Har Khushi Jis Par Luta De Ham Ne
Us Ki Har Baat Bhula Di Ham Ne
Aik Aik Phol Bahut Yaad Aya
Shakh-e Gul Jab Jila Di Ham Ne
Aaj Phir Yaad Bahot Aye Wo
Aaj Phir Us Ko Dua Di Ham Ne
Koi Tu Baat Us Mai Bi Hai Ehsan
Har Khushi Jis Par Luta De Ham Ne
Kis Kis Ki Zuban Rokne Jaon
Kis Kis Ki Zuban Rokne Jaon Teri Khatir
Kis Kis Ki Tabahi Mein Tera Hath Nahi
Kis Kis Ki Tabahi Mein Tera Hath Nahi
Maqsad Zeesat Gham-e Ishq Hai
Maqsad Zeesat Gham-e Ishq Hai Sehra Ho Keh Shehr
Beth Jayen Gey Jahan Chaho Batha Do Hum Ko
Beth Jayen Gey Jahan Chaho Batha Do Hum Ko
Mein Hairan Hun Keh Kyun
Mein Hairan Hun Keh Kyun Us Se Hoyi Thi Dosti Apni
Muje Kese Gawara Ho Gyi Thi Dushmani Apni
Muje Kese Gawara Ho Gyi Thi Dushmani Apni
Kuch Log Jo Sawar Hain
Kuch Log Jo Sawar Hain Kaghaz Ki Nao Par
Tuhmat Trashte Hain Hawa Ke Dbao Par
Tuhmat Trashte Hain Hawa Ke Dbao Par
Husn Ko Dunya Ki Aankhon
Husn Ko Dunya Ki Aankhon Se Na Dekh
Apni Ik Tarz-e Nazar Aejad Kar
Nazr Fareb-e Qaza Kha Gai Tu Kia Ho Gya
Hayat Mot Se Takra Gai Tu Kia Ho Gya
Nai Sehr Ke Bahut Log Muntazir Hain Magar
Nai Sehr Bi Kujla Gai Tu Kia Ho Gya
Gham-e Hayat Se Beshak Hai Khudkushi Asan
Mgar Jo Mot Bi Sharma Gai Tu Kya Ho Gya
Shbab Lala-o Gul Ko Pukarne Walo
Khazan Sarisht-e Bhar Aa Gai Tu Kya Ho Gya
Khushi Chini Hai Tu Gham Ka Bi Atemad Na Kar
Jo Ruh Gham Se Bi Ukta Gai Tu Kya Ho Gya
Apni Ik Tarz-e Nazar Aejad Kar
Tu Kia Ho Gya – Ghazal By Ehsan Danish
Hayat Mot Se Takra Gai Tu Kia Ho Gya
Nai Sehr Ke Bahut Log Muntazir Hain Magar
Nai Sehr Bi Kujla Gai Tu Kia Ho Gya
Gham-e Hayat Se Beshak Hai Khudkushi Asan
Mgar Jo Mot Bi Sharma Gai Tu Kya Ho Gya
Shbab Lala-o Gul Ko Pukarne Walo
Khazan Sarisht-e Bhar Aa Gai Tu Kya Ho Gya
Khushi Chini Hai Tu Gham Ka Bi Atemad Na Kar
Jo Ruh Gham Se Bi Ukta Gai Tu Kya Ho Gya
No comments:
Post a Comment