Hafeez
Jalandhari is a well known Urdu poet especially popular for writing
national anthem of Pakistan. His poetry collection includes
“Nagma-e-Zar” and “Shahnam-e-Islam”. He is also the writer of famous
poem “Abhi Toh Mein Jawan Hoon”.
Read and enjoy our regularly updated collection of his poetry. You can also help us increase his collection by submitting poetry.
Read and enjoy our regularly updated collection of his poetry. You can also help us increase his collection by submitting poetry.
Mujh Se Kia Ho Saka
Mujh Se Kia Ho Saka Wafa Ke Sawa
Mujh Ko Milta Bhi Kia Saza Ke Siwa
Mujh Ko Milta Bhi Kia Saza Ke Siwa
Dekha Jo Kha Ke Teer
Dekha Jo Kha Ke Teer Kameen Gah Ki Taraf
Apny Hi Doston Se Mulaqat Ho Gayi
Apny Hi Doston Se Mulaqat Ho Gayi
Doston Ko Bhi Milay Dard
Doston Ko Bhi Milay Dard Ki Dolat Ya Rab
Mera Apna Hi Bhala Ho Mujhe Manzoor Nahi
Mera Apna Hi Bhala Ho Mujhe Manzoor Nahi
Au Dil Tor Ke Jaane Waale
Au Dil Tor Ke Jaane Waale Dil Ki Baat Batata Ja
Ab Mein Dil Ko Kia Samjhaon Mujh Ko Bhi Samjhata Ja
Ab Mein Dil Ko Kia Samjhaon Mujh Ko Bhi Samjhata Ja
Dil Lagi Achi Nahi
Dil Lagao Tu Lagao Dil Se Dil
Dil Lagi Hi Dil Lagi Achi Nahi
Dil Lagi Hi Dil Lagi Achi Nahi
Koi Dawa Na De Sakay
Koi Dawa Na De Sakay Mashwara Dua Dia
Chara Garaon Ne Aur Bhi Dard-E Dil Barha Dia
Chara Garaon Ne Aur Bhi Dard-E Dil Barha Dia
Wo Pyar Ki Baatain Gayen
Rang Badla Yaar Ne Wo Pyar Ki Baatain Gayen
Wo Mulaqaten Gayen Wo Chandni Raatain Gayen
Wo Mulaqaten Gayen Wo Chandni Raatain Gayen
Hmain Kuch Gharz Nahi
Kis Munh Se Keh Rahy Ho Hmain Kuch Gharz Nahi
Kis Munh Se Tum Ne Waada Kyat Ha Nibah Ka
Kis Munh Se Tum Ne Waada Kyat Ha Nibah Ka
Tumhein Yaad Ayen Gey
Bhulai Nahi Ja Saken Gey Ye Batain
Tumhein Yaad Ayen Gey Ham, Yaad Rakhna
Tumhein Yaad Ayen Gey Ham, Yaad Rakhna
Zindagi Achi Nahi
Be-Taluq Zindagi Achi Nahi
Zinagi Kia Moat Bhi Achi Nahi
Zinagi Kia Moat Bhi Achi Nahi
Mujhe Sahal Pe Dobona Chaha
Aane Wale Kisi Tofan Ka Rona Ro Kar
Na Khuda Ne Mujhe Sahal Pe Dobona Chaha
Na Khuda Ne Mujhe Sahal Pe Dobona Chaha
Aik Qatrey Ne Daboya Muje Darya Ho Kar
Aankh Kambkhat Se Is Bazam Mein Aansu Na Ruka
Aik Qatrey Ne Daboya Muje Darya Ho Kar
Aik Qatrey Ne Daboya Muje Darya Ho Kar
No comments:
Post a Comment