Sad Poetry, Shayari & Urdu Ghazals - Urdu Poetry

Latest

Express your feeling with World largest collection

Sunday 15 September 2019

Sad Poetry, Shayari & Urdu Ghazals

Shayari Sms

ishq-shayari. Ye To Kaho Kabhi Ishq Kiya Hai, Jag Main Hoye Ho Ruswaa Kabhi. Us Ke Siwa Ham Kuch Bhi Na Pochen, Baaqi Baat Fazool Mian. 2 Line Poetry....

URDU SHAYARI

# 0047
Itna Bhi Gumaan Na Kar
Apni Jeet Par Ae Bekhabar,
Sheher Mein Teri Jeet Se Zyada,
Charche To Meri Haar Ke Hain


# 0046
Chamak Suraj Ki Nahi Mere Kirdaar Ki Hai
Khabar Ye Aasmaan Ke Akhbaar Ki Hai,
Main Chaloon To Mere Sang Kaarwan Chale
Baat Garoor Ki Nahi Aitwaar Ki Hai


# 0045
Amal Se Zindagi Banti Hai Jannat Bhi Jahanum Bhi
Yeh Khaki Apni Fitrat Mein Na Noori Hai Na Naari Hai


# 0044
Firqa-Bandi Hai Kahin Aur Kahin Zaatein Hain,
Kya Zamane Mein Panapne Ki Yehi Baatein hain


# 0043
Lafzon Ki Tarah Mujse Kitabon Me
Mila Kar, Duniya Ka Agar Dar Hai
To Khwado Me Mila Kar, Pholon Ka
Khushbo Se Taluq Ha Zarori To Ban
Ke Mehaq Mujhse Gulabo Me Mila Kar.


# 0042
Mere Wajood Mein Wafaa Ki Roshni Utaar De,
Phir Itna Pyar De Ke Mujhe Chahaton Se Maar
De, Bohat Udaas Hoon, So Main Tere Paas Aa
Gaya, Kuch Aisi Baat Ker Jo Dil Ko Chain-O-
Garaar De, Suna Hai Teri Ek Nazar Sanwarti Hai
Zindagi, Jo Ho Sake To Aaj Meri Zindagi Sanwar De.


# 0041
Qayamat tak tujhe yaad karenge,
Teri har baat par aitbaar karenge,
Tujhe sms karne ko to nahi kahenge,
Par phir bhi tere sms ka intezar karenge. 


# 0040
Bhool Na Jaun Maangna Use Har Namaaz K Baad,

Yahi Soch Kar Humne Naam Uska Dua Rakkha Hai.


# 0039
Yaadon ki aag thi ke khayalon ki chaandni,
Shab bhar mere makaan main ik roshni rahi..


# 0038
Khuda Bakhsh Deta hai Unko Jinki Qismat Kharab Hoti Hai,,

Hergiz Nahi Bakhshta Unko Jinki Niyat Kharab Hoti Hai..!


# 0037
garmi-e-hasrat-e-nakam se jal jate hain.
hum charago ki tarha shaam se jal jate hain.
jab b ata hai tera naam mere naam k sath.
jane khyu log mere naam se jal jate hain.


# 0036
Us Ki Yadon Mein
Us Ki Baton Mein
Kahin Mera Aks Bhi Jhilmilata Hoga..

Laakh Masroof Hoga Apne Kamon Mein,

Phir Bhi Hamein Soch Ker Kabhi To Muskurata Hoga.


# 0035
garmi-e-hasrat-e-nakam se jal jate hain.
hum charago ki tarha shaam se jal jate hain.
jab b ata hai tera naam mere naam k sath.
jane khyu log mere naam se jal jate hain.


# 0034
Kabhi zindagi sey gilla ker k roye,
Kabhi mout ki hum dua ker k roye,

Ajab silsila haiNamaz-e-Mohabbat ka,
Qaza ker k bhi roye,ada ker k bhi roye


# 0033
Ek Lamha Lagta He Dil Lagane Me,
Phr Azmaesh Ka Waqt Hota He Nibhane Me,
Lut Jati He Dunia Mit Jati He Zindgi,
Aa Jati he Qayamat Kisi Apne Ko Bhol Jane Mein


# 0032
Us Ki Yadon Mein
Us Ki Baton Mein
Kahin Mera Aks Bhi Jhilmilata Hoga..
Us Ki Yadon Mein
Us Ki Baton Mein
Kahin Mera Aks Bhi Jhilmilata Hoga..

Laakh Masroof Hoga Apne Kamon Mein,

Phir Bhi Hamein Soch Ker Kabhi To Muskurata Hoga.
Laakh Masroof Hoga Apne Kamon Mein,
Us Ki Yadon Mein
Us Ki Baton Mein
Kahin Mera Aks Bhi Jhilmilata Hoga..

Laakh Masroof Hoga Apne Kamon Mein,

Phir Bhi Hamein Soch Ker Kabhi To Muskurata Hoga.
Phir Bhi Hamein Soch Ker Kabhi To Muskurata Hoga.


# 0031
Phir kahin dor se ik bar sada do mujko

Meri tnhai ka ehsas dila do mujko

Tum to chand ho tumhe meri zrort kya hai

Main dia hon kisi chokhat pe jala do mujko.


# 0030
koie na milay to qismat sy gila nahi karty,
aksar log mil kr bi mila nahi karty

har shaakh par bahaar aati ha zaror,
par har shaakh par phool khila nhi krty


# 0029
Nadan hai kitna wo, kuch samjhta hi nahi,
“Sahil”

Seene se laga k pouchta hai, k dharkan taiz kyun hai.


# 0028
Namazon Ko Hi Parhny Me Namazi Dair Kerty Hen..
Tabhi Insaf Kerny Me Bhi Qazi Dair Kerty Hen..
.
Farishty Rizq Laty Hen Fajar Me Uthny Walon Ka,,
Magar Uthny Ko To Hum Subha Me Hi Dair Kerty Hen..
.
Wo Apny hath Phelaty Hen Insano K Aagy Hi,,
Magar ALLAH Se Leny Me Hi Aksar Dair Kerty Hen..
.
Jo Chahen Hum Dua Se Wo Hamen Mil Hi Jata Hai,,
Duaen Mangny Me RAB Se Hum Hi Dair Kerty Hen..!
Wo shakhs meri jaan bana rehta hy,
Uska pyar meri pehchan bana rehta hy,

Koi muntazir hy uska kitni shiddat se,
Wo janta hy magar anjan bana rehta hy...



# 0027
Hum To Phulon Ki Tarha Apni Aadat Se Bebas Hen,,

Koi Torr Bhi De To Hum Usay Khushbu Hi Diya Kerty Hen..!


# 0026
Namazon Ko Hi Parhny Me Namazi Dair Kerty Hen..
Tabhi Insaf Kerny Me Bhi Qazi Dair Kerty Hen..
.
Farishty Rizq Laty Hen Fajar Me Uthny Walon Ka,,
Magar Uthny Ko To Hum Subha Me Hi Dair Kerty Hen..
.
Wo Apny hath Phelaty Hen Insano K Aagy Hi,,
Magar ALLAH Se Leny Me Hi Aksar Dair Kerty Hen..
.
Jo Chahen Hum Dua Se Wo Hamen Mil Hi Jata Hai,,
Duaen Mangny Me RAB Se Hum Hi Dair Kerty Hen..!


# 0025
Arsa beeta zindagi beeti,

Sb kuchh beeta lekin Phir bhi,

Jo ishq me beeti, ishq hi jaany,

Ya wo jany jis pe beeti.


# 0024
Namazon Ko Hi Parhny Me Namazi Dair Kerty Hen..
Tabhi Insaf Kerny Me Bhi Qazi Dair Kerty Hen..
.
Farishty Rizq Laty Hen Fajar Me Uthny Walon Ka,,
Magar Uthny Ko To Hum Subha Me Hi Dair Kerty Hen..
.
Wo Apny hath Phelaty Hen Insano K Aagy Hi,,
Magar ALLAH Se Leny Me Hi Aksar Dair Kerty Hen..
.
Jo Chahen Hum Dua Se Wo Hamen Mil Hi Jata Hai,,
Duaen Mangny Me RAB Se Hum Hi Dair Kerty Hen..!


# 0023
Nadan hai kitna wo, kuch samjhta hi nahi,
“Sahil”
Seene se laga k pouchta hai, k dharkan taiz kyun hai.


# 0022
TALLUQ RAKH LIYA BAQI,
YAQEEN AB TORR AYA HUN..
.
KISI KA SATH DENA THA,
KISI KO CHORR AYA HUN..
.
TUMHARY SATH JEENY KI,
QASAM KHANY E KUCH PEHLY,
ME KICH WADY, KAI QASMEN,
KAHIN PER TORR AYA HUN..
.
USAY KAHIN JANY KI JALDI THI,
SO ME ANKHO HI ANKHO ME,
JAHAN TAK CHORR SAKTA THA,
WAHIN TAK CHORR AYA HUN..!


# 0021
Aik Muddat Kai Baad Muskraaye T0 Khyaal Ayaa...!

Dost.

Kabi Hum Y0un Bhi AchY LagtY ThaY...!


# 0020
Bulao ga na milo ga na kat likho ga tujh


Tere khushi ke liye khud ko ye saza do ga


# 0019
Hasne Par Hasti Hain Aankhen
Rone Par Roti Bhi Hain Aankhen
Zakham Bhi Deti Hain Aankhen
Jaan Bhi To Le Leti Hain Aankhen


# 0018
Abhi Zameer Me Thori Si Jaan Baki Hai..
Abhi Hamara Koi Imtehan Baki Hai..
.
Hamare Ghar Ko To Ujday Huwe Zamana Hua,,
Magar Suna Hai Abhi Wo Makan Baki Hai..
.
Hamari Unse Jo Thi Baat Wo Khatm Hui,,
Magar Khamosh Sa Kuch Dermiyan Baki Hai..
.
Hamary Jahan Ki Basti Me Aag Aisi Lagi,,
K Jo Tha Khak Hua, Ik Dukan Baki Hai..
.
Wo Zakhm Bhar Gaya Arsa Hua Magar Ab Tak,,
Zara sa Dard Zara Sa Nishan Baki Hai..
.
Zara Si Baat Jo Pheli To Dastan Ban Gai,,
Wo Baat Khatm Hui Daastan Baki Hai..!


# 0017
Mujh chahty be ho aur nazar andaz be kerte ho

Is fun e adakari me tera ustad kon hai


# 0016
“Hum Nay Kabhi Socha Hi Nahi Tha
K Aisi B Havayn Chaly gi.
“(DOSTO)”
K Hum Sab Dost Darakht K Patoo Ki Trah
Bhikhr Jaye gaye..!! 🙂


# 0015
Wo bhi apne na hoye,

Dil be gya hathon sy,

Aisy aany sy tu behter tha

Na Aana Ap ka


# 0014
Aaya hi tha abhi mere labb pe wafaa ka naam,
Kuch doston ne haath me pathar utthaa liye..


# 0013
Bachpan Wala Wo "Itwar" Ab Nahi Aata..

Doston Pe Wo Piyar Ab Nahi Aata..
Jab Wo Kehta Tha To Nikal Party Thy Bina Ghari Dekhy,,
Wo Waqt, Wo Lamha Ab Nahi Aata,,

Bachpan Wala Wo "Itwar" Ab Nahi Aata..

Ab Her War Somwar Hai..
Kaam, Dukan, Boss, Bivi, Bachy,,
Bas Yehi Zindagi Hai..
Dil Se Dil Ki Baat Ka Izhaar Ab Nahi Aata,,

Bachpan Wala Wo "Itwar" Ab Nahi Aata..


# 0012
“Hum Nay Kabhi Socha Hi Nahi Tha
K Aisi B Havayn Chaly gi.
“(DOSTO)”
K Hum Sab Dost Darakht K Patoo Ki Trah
Bhikhr Jaye gaye..!! 🙂


# 0011
Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga,
ek saroor sa uske dil pe chaya hoga...
pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun..
phir ussay zoo ka khayal aaya hoga...


# 0010
Thaka deta hai


Insan ko sochon ka safar bi


# 0009
Chalo Choro Ye Sab Behs aur Takrar Ki Baaten...!!

JaAn....!!

Ye Batao Bicharr K Khush To Ho Na......?


# 0008
Geely Kaghaz Ki Tarha Hai Zindgi Apni,,

Koi Likhta Bhi Nahi, Koi Jalata Bhi Nahi..
.
Is Qadar Akele Ho Gaye Hen Hum Aaj Kal,,

Koi Satata Bhi Nahi, Koi Manata Bhi Nahi..!

# 0007
Wo shakhs meri jaan bana rehta hy,
Uska pyar meri pehchan bana rehta hy,

Koi muntazir hy uska kitni shiddat se,
Wo janta hy magar anjan bana rehta hy...


# 0006
Yun hi tanhayi mai hum dil ko saza daity hain
Naam lekhty hain taira, likh kar meta daity hain
.
Yai soch kar rahny dia armano ko dil mai
Mehman khabi ghar se nekaly nahi jaty


# 0005
Zindagi ek chahat ka silsila hai
Koi mel gia tu koi bechar gia
.
Jissy manga ta duawon mai
Wo kesi owr ko bina mangy mel gia


# 0004
Har kamyabi pay aap ka naam hoga,
Apke har qadam pay duniya ka salam hoga,
Mushkilon ka samna himmat sey karna,
Dua hai ek din waqt bhi apka ghulam hoga


# 0003
Zindagi ek chahat ka silsila hai
Koi mel gia tu koi bechar gia
.
Jissy manga ta duawon mai
Wo kesi owr ko bina mangy mel gia


# 0002
Suraj roshni le kar aayaa,
Aur chidyon ne gaanaa gaayaa,
Phoolon ne hans hans kar bolaa,
Mubarak ho tumhaara janam din aaya!


# 0001
Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin,
Bhool aaye hum apni takdeeren kahin,

Agar mile tumko kahin to utha lena,
Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena.

No comments: