Pwhsawar school song
syed sheharyar shahpeshawar school student,
too much heart touching
uploaded by @syed sheharyar shah
Pata Kya Puchta Hai Wo
Kitaabon Me Milunga Main
Kiye Maan Se Hain Jo Main Ne
Ke Waadon Mei Milunga Main
Main Aaney Wala Kal Hoon Wo
Mujhe Kyun Aaj Maarega
Ye Uska Wehm Hoga Ke Wo
Aise Khwaab Maarega
Tumhara Khoon Hoon Na Is
Liye Acha Lara Hoon Main
Bata Aaya Mai Dushman Ko Ke
Us Se Tou Bara Hoon Main
Mai Aisi Qoum Se Hoon Jis
Ke Wo Bachon Se Darta Hai
Bara Dushman Bana Phirta
Hai Jo Bachon Se Larta Hai
Bara Dushman Bana Phirta
Hai Jo Bachon Se Larta Hai
Bara Dushman Bana Phirta
Hai Jo Bachon Se Larta Hai
Bara Dushman Bana Phirta
Hai Jo Bachon Se Larta Hai
***********************
upoladed by @syed Sheharyar
***********************
Wo Jab Aate Huwe Mujh Ko
Galey Tum Ne Lagaya Tha
Aman ALLAH Kaha Mujh Ko
Mera Beta Bulaya Tha
Khuda Ke Amn Ki Raah Mei
Kahan Se Agaya Tha Wo
Jahan Tum Choomti Thi Maan
Wahan Tak Agaya Tha Wo
Mai Aisi Qoum Se Hoon Jis
Ke Wo Bachon Se Darta Hai
Bara Dushman Bana Phirta
Hai Jo Bachon Se Larta Hai
Bara Dushman Bana Phirta
Hai Jo Bachon Se Larta Hai
Bara Dushman Bana Phirta
Hai Jo Bachon Se Larta Hai
Bara Dushman Bana Phirta
Hai Jo Bachon Se Larta Hai
***********************
upoladed by @syed sheharyar
***********************
Mujhe Jana Para Hai Par
Mera Bhai Karega Ab,
Mai Jitna Na Padha Wo Sub
Mera Bhai Padhega Ab!
Abhi Baba Bhi Baaqi Hain
Kahan Tak Ja Sako Ge Tum,
Abhi Wada Raha Tum Se
Yahan Na Aa Sako Ge Tum!
main aisi kom se hoon
jiske wo bachhon se darta hai
Bara Dushman Bana Phirta
Hai Jo Bachon Se Larta Hai!
Bara Dushman Bana Phirta
Hai Jo Bachon Se Larta Hai!
Bara Dushman Bana Phirta
Hai Jo Bachon Se Larta Hai!
Bara Dushman Bana Phirta
Hai Jo Bachon Se Larta Hai!
**
****RIP****
**
No comments:
Post a Comment