Two Lines Sad Poetry
Two Lines Sad Poetry is best way to express your
words and emotion. Check out the amazing collection of express your feeling in
words. This section is based on a huge data of all the latest Two Lines Sad
Poetry that can be dedicated to your family, friends and love ones. Convey the
inner feelings of heart with this world’s largest Two Lines Sad Poetry
compilation that offers an individual to show the sentiments through words.
Mein Bhi Bohat Ajeeb Hun Itna Ajeeb Hun Keh Bas
Khud Ko Tabah Kar Liya Aur Malal Bhi Nahi.
میں بھی بہت عجیب ہوں اتنا عجیب ہوں کہ بس
خود کو تباہ کر لیا اور ملال بھی نہیں
——————-
Mohabat Karne Walon Ki Tajarat Bhi Anokhi Hai,
Manafa Chor Dete Hain Khasaray Baant Lete Hain.
محبت کرنے کی تجارت بھی انوکھی ہے
منافع چھوڑ دیتے ہیں خسارے بانٹ لیتے ہیں
——————-
Yaqeen Na Aye Tu Ik Bar Poch Kar Dekho,
Jo Hans Raha Hai, Wo Zakhmo Se Chor Nikle Ga.
یقین نہ آۓ تو اِک بار پوچھ کر دیکھ لو
جو ہنس رہا ہے۔ وہ زخم سے چور نکلے گا
——————-
Nabeel Aayen-e Ishq Main Bhi To Ik Tarmeem Honi Chahye,
Khel Ke Dil Torne Ki Nahi Morne Ki Reet Honi Chahye.
نبیل عینِ عشق میں بھی اِک ترامیم ہونی چاہیے
کھیل کے دل توڑنے کی نہیں موڑنے کی ریت ہونی چاہیے
Tu Bhi Ae Shakhs Kahan Tak Mujhe Bardasht Karey,
Bar Bar Aik Hi Chehra Nahi Dekha Jata.
تو بھی اے شخص کہاں تک مجھے برداشت کرے
بار بار ایک ہی چہرہ نہیں دیکھا جاتا
——————-
Tu Bhi Ae Shakhs Kahan Tak Mujhe Bardasht Karey,
Bar Bar Aik Hi Chehra Nahi Dekha Jata.
تو بھی اے شخص کہاں تک مجھے برداشت کرے
بار بار ایک ہی چہرہ نہیں دیکھا جاتا
——————-
Cherr Dekho Meri Maiyat Pay Jo Aaye To Kaha,
Tum Wafadaron Mein Ho Ya Mein Wafadaron Mein Hon.
چھیڑ دیکھو میری میت پہ جو آۓ تو کہا
تم وفاداروں میں ہو یا میں وفاداروں میں ہوں
——————-
Cherr Dekho Meri Maiyat Pay Jo Aaye To Kaha,
Tum Wafadaron Mein Ho Ya Mein Wafadaron Mein Hon.
چھیڑ دیکھو میری میت پہ جو آۓ تو کہا
تم وفاداروں میں ہو یا میں وفاداروں میں ہوں
——————-
Ye Rim Jhim, Ye Barish, Ye Aawargi Ka Mosam,
Hamare Bas Mein Hota Tere Pass Chale Aate.
یہ رم جھم یہ آوارگی کا موسم
ہمارے بس میں ہوتا تیرے پاس چلے آتے
——————-Tu Bhi Ae Shakhs Kahan Tak Mujhe Bardasht Karey,
Bar Bar Aik Hi Chehra Nahi Dekha Jata.
تو بھی اے شخص کہاں تک مجھے برداشت کرے
بار بار ایک ہی چہرہ نہیں دیکھا جاتا
——————-
Dunya Ne Tajurbaat O Hwadis Ki Shakal Mein
Jo Kuch Muje Diya Hai Wo Luta Raha Hun Mein
_________
Kis ko khabar thi, kis ko yaqeen tha ke aesy bhi din ayen gey
Jeena bhi mushkil ho ga aur marnay bhi na payen gey
_______-
Tamashbeni ke kothay main rooh dafna ke aya hon
Main bari mushkil se apni laash utha ke laya hon
_______-
Ab Aur Kya Kisi Se Marasam Barhyen Ham
Ye Bhi Bohat Hai Tuj Ko Agar Bhol Jayen Ham
______-
Mohabat Ke Gharon Ke Kache Pan Ko Ye Kahan Samjhen
In Aankhon Ko Tu Bas Aata Hai Barsaten Bari Karna
______-
Sabi Kuch Ho Chuka Un Ka Hamara Kya Raha Hasrat
Na Dein Apna, Na Dil Apna, Na Jan Apni, Na Tan Apna....
______-
Jab Milo Kisi Se Tu Zara Door Ki Yaari Rakhna
Jaan Lewa Hote Hain Aksar Sene Se Lagane Wale
______-
Khatar Se Ya Lihaz Se Mein Maan Tu Gya
Jhoti Qasam Se Aap Ka Emaan Tu Gya
_____-
Tu Saamne Hai Tu Phir Kyn Yaqeen Nahi Aata
Ye Bar Bar Jo Aankhon Ko Mal Ke Dekhte Hain
______-
Hamary armaano se sajao, shah-e wqat aur mehal banao
Apna to foot path thikana, dekh ke hmain mat sharmao
______-
Ye Rim Jhim, Ye Barish, Ye Aawargi Ka Mosam
Hamare Bas Mein Hota Tere Pass Chale Aate
_______-
Chalay thy jinhain dekh kr kehny laga bacha
Baba mere hathon main sitary to nahi hain
______-
Tum Hmare Kisi Tarah Na Hoye
Warna Dunya Mai Kya Nahi Hota
______-
Isi Khandar Mein Kahin Kuch Diye Hain Tote Hoye
Inhein Se Kam Chalao Bari Udas Hai Raat
______-
Khak ko khak le uri sayam
Takubar reh gya wehain ka wehain
______-
Chaba Lain Kun Na Khud Hi Apna Dhancha
Tumhain Ratab Muhaya Kyun Krein Ham
______-
Aya Hi Tha Abi Mere Lab Pe Wafa Ka Naam
Kuch Doston Ne Hath Mein Pathar Uta Liye
______-
Na janay kon sa aasaib dil main basta hai
Keh jo bhi thehra wo aakhir makan chor gaya
______-
Le De Key Apne Pass Faqt Aik Nazar Tu Hai
Kun Dekhen Zindagi Ko Kisi Ki Nazar Se Ham
______-
Yahan mazdoor ko marne ki jaldi kuch yun bhi hai mohsin
Keh zindagi ki kashmakash main kafan mehnga na ho jaye
______-
Dekha kitab e ishq ke awraaq khol kar
Awal bhi tera naam tha, aakhir bhi tera naam
______-
Aflaas ki basti main jaa kar tu dekho
Wahan bachy to hoty hain magar bachpan nahi hota
______-
Har december isi wehshat main guzaara ka kahin
Phir se aankhon main tere khawab na aanay lag jayen
_____-
Aaj wo parh liya gya jis ko parha na jaa saka
Aaj ksi kitab main kuch bhi likha hoa nahi
No comments:
Post a Comment