Eid ul adha wishes poetry in urdu 2021 - Urdu Poetry

Latest

Express your feeling with World largest collection

Sunday 27 June 2021

Eid ul adha wishes poetry in urdu 2021


 

Eid Ul Azha Mubarak Text SMS Greeting Messages 2021

 
 
 










 
 
 
 
Eid Ul Azha Urdu SMS – 2020: Eid Ul Azha is a major event to celebrate Muslims all over the world. This day is celebrated by Muslims on 10th Zill Hajj. People send text messages and SMS to their friends, lovers & family to celebrate Eid Ul Azha with delightful manner. SMS text messages are the short way to celebrate event. People use cell phone and social network to send and receive text messages. This is very simple and short way to give their appearance to each other.
 
 
 
 
 
 
 
                                                       
                                                             

 
 
 
 
 
 

Eid Ul Azha Mubarak Text SMS Greeting Messages 2020

Eid Ul Azha is the day of sacrifice. On this day people sacrifice goats, sheep, and yolk etc. They distribute meat to neighbors and poor people. Eid Ul Azha celebrate with wishes and happiness each year. Here find some text messages and SMS in urdu and english related to Eid Ul Azha. Gets online latest Eid Ul Azha wishing SMS and messages 2020? Latest  Eid Ul Azha 2020 SMS and text messages online and send to your friends.

Eid Ul Azha Wishing Messages Poetry Urdu SMS 2020

Eid Ul Azha wishing SMS messages 2020. Get Eid Ul Azha Mubarak SMS 2020. Eid Ul Azha happy day SMS 2020 in urdu. Latest Urdu SMS Eid Ul Azha 2020. Eid Mubarak SMS and messages download free online. Best Eid Ul Azha poetry SMS collection 2020. Urdu Eid Mubarak SMS and poetry download 2020. Eid Ul Azha special urdu poetry SMS Messages 2020. Eid Ul Azha Wishing Messages Poetry Urdu SMS 2020. 

Urdu Eid Mubarak SMS Downlaod Free

“EID” Is An Event

When We Share Our Joys

And Happiness With Our Special Ones.
So On This Happy Event How

I Can Forget My Special Ones.
Accept My Hearteous Regards
And Congrats To U

And Ur All Family Members
At Home.
I Wish That This EID Will Bring Prosperity

And Unity For U And Ur Family

And Also For The Whole Muslim Community

In All Over The World.
Happy eid-ul-azha

_______________________________

Happy Eid Mubarak – 2020

Meat Mubarak Everyone Sent U ..
Tradition Words About eid ..
But I m The FIRst One..
To Send U “MEAT MUBARAK
And Keep On Eating ..
Different Dishes ..
On This Season..
Happy EiD Mubarak

_______________________________

Eid Ul Azha Urdu SMS 2020

Hamesha EiD Se

Mujh Ko Yahi Peghaam Milta Hai

Koi Qurbaan Hota Hai

Kisi Ki EiD Hoti Hai

Happy Bakra Eid Mubarek

_______________________________

Happy Bakra Eid Mubarek

Eid Ul Adha Is Eid Of

Sacrifice & Commitment

To Allah Orders May Allah Bless Us

With The Same In All Circles Of Life

And Help All Amongst Us Who R Helpless.
Worried & Waiting 4r His Rehmaat Wishing

A Very Happy Bakra Eid Mubarek

_______________________________

 

 

 

 

 

 

Aye Hasraton Me Doobi EID Alwida….!
Zinda Rahy to Phir Dekhen Gey Teray Urooj Ka MoSaMJ
Happy Last MoMents of EiD….

 

Pairwi Kia Karte Thay, Taqleed Kia Karte Thay
Meri Har Baat Ki, Ta’heed Kia Karte Thay
Ab Khuda Jaane Kahan, Unke Thikane Hain
Jo Mere Saath, Kabhi Eid Kia Karte Thay

پیروی کرتے تھے، تقلید کِیا کرتے تھے
میری ہر بات کی، تائید کِیا کرتے تھے
اب خُدا جانے کہاں، اُن کے ٹھکانے ہیں
جو مرے ساتھ کبھی، عید کِیا کرتے تھے



Yeh Eid Bhi Guzari Hamari Hasb e Sabiq,

Kapre Naye Thay Aur Gham Wohi Purane

یہ عید بھی گزری ہماری حسبِ سابق

کپڑے نئے تھے اور غم وہی پُرانے



Na Mil Sake Hum Iss Eid Per Toh Koi Baat Nahi,

Jazbon Mein Ho Khaloos Toh Eidein Hazar Hain



Teri Deed Jisko Naseeb , Woh Naseeb Qabil e Deed Hai

Tera Bolna Meri Zindagi Tera Dekhna Meri Eid Hai




Dekha Eid Ka Chand Toh Maangi Yeh Dua Rab Se,

De De Tera Sath Eid Ka Tohfa Samajh Ke




Hasrat Hai Tumhari Deed Karein,

Tum Aao Toh Hum Bhi Eid Karein



Main Muntazir Hun, Teri Deed Ka

Tu Nazar Aaye Chand Ban Ke Eid Ka




Sahab e Aqal Hain Aap Aik Masla Toh Hal Kijiye,

Ruk e Yaar Nahi Dekha Kya Meri Eid Ho Gayi




Eid Ke Chand Ko Dekhe Na Koi Mere Siwa,

Iske Deedar Ko Aik Saal Guzara Maine




Gairon Mein Hai Jo Shaad Ussey Eid Mubarak,

Hum Jisko Nahi Yaad Ussey Eid Mubarak




Tere deed ke beghair kesi Eid
Ham nahi mana sakte aesy Eid

 
 

Khud Tu Aya Nahi Aur Eid

Khud Tu Aya Nahi Aur Eid Chali Ayi Hai

Eid Ke Roz Mujhe Yun Na Sataye Koi


Usay Eid Mubarak Kehna

Us Se Milna Tu Usay Eid Mubarak Kehna

Ye Bhi Kehna Ke Meri Eid Mubarak Kar De


Ghareeb Maan Apnay Bachon Ko

Ghareeb Maan Apnay Bachon Ko Payar Se Yun Manati Hai
Phir Bana Lein Gey Naye Kapray Eid Tu Har Saal Aati Hai


Us Ke Anay Se Eid Hui

Us Ke Anay Se Eid Hui
Chaand Chehra Dikhaane Se Eid Hui

Jis Ko Chorra Tha Kabhi Mein Naay
Us Ke Naz Uthany Se Eid Hui




No comments: